⚙️ Steps aur DebuggingClass 9, Physics, Physical QuantitiesMushkil: ●●●●●

Ghalti dhoondo

Ek student ne yeh hal likha: 72 km/h = 72 × 1000 × 60 = 4,320,000 m/s Ghalti kahan hai, aur sahi jawab kya hai?

Sahi jawab chuno

Atak gaye? Hint lo

Har hint thora sa rasta dikhata hai, poora jawab nahi. Hint lene par points thore kam milte hain.

Soch ka Tareeqa dekho: pata nahi kahan se shuru karein? 4 qadam wala tareeqa aazmao.