Load-shedding ka hal
Load-shedding mein kamre mein 2 ghante pankha chalane ka ek sasta hal design karo. Batao kaunsi cheezein chahiye aur kaunse physics concepts use honge.
Kaunsi cheezein chahiye, kaise kaam karega, aur kaunse physics concepts lag rahe hain.
Atak gaye? Hint lo
Har hint thora sa rasta dikhata hai, poora jawab nahi. Hint lene par points thore kam milte hain.
Soch ka Tareeqa dekho: pata nahi kahan se shuru karein? 4 qadam wala tareeqa aazmao.