Code todo
Ek code mein CAT ko DBU likha jaata hai. Isi code mein MATH ko kaise likha jayega?
Atak gaye? Hint lo
Har hint thora sa rasta dikhata hai, poora jawab nahi. Hint lene par points thore kam milte hain.
Soch ka Tareeqa dekho: pata nahi kahan se shuru karein? 4 qadam wala tareeqa aazmao.